Skip to main content

URS E MEHBOOBE ILAHI MUBARAK

👑URS E MEHBOOBE ILAHI MUBARAK👑

🌙 Urs- 17 Rabi ul Aakhir
Hazrat Khwaja Syed Muhammad Nizamuddin Awliya Radiyallahu Anhu

🍀 Laqab- Sulantul Mashaikh, Mehboobe Ilahi, Dastgeere Do Jahan, Jag Ujiyare, Qutube Dehli

🌹Aap Ki Wiladat Hindustan Ke Mashoor Shahar Badayu Shareef Me Hui Thi

Aap Ka Wisal Delhi Me Hua Aur Wohi Aap Ka Mazar Hai.

🌹 Shane BandaNawazi -

Aap Ki Khanqah Ke Langar Khane Me Rozana 3 Waqt Ka Khana Gareebo,Yateem, Bewa Aurate, Aur Musafir Chahe Hindu Ho Ya Musalman Har Kisi Ko Khana Khilaya Jata Tha

Kehte Ki Sirf Subah Ke Naste ke Waqt 1000 Ke Upar Log Aap Ke Yahan Se Nasta Karte The.

Ek Martaba Hazrat Ameer Khusro Ne Hazrat Mehboobe Ilahi Se Puchha :
Mere Khwaja !
Ye Kya Sitam Hai Ki Tamam Din Roza, Tamam Raat Ibadat, Aur Aap Duniya Ko Khila Kar Bhi Khud Sukhi Baasi Roti Paani Me Bhigo Bhigo Kar Khate Hai !!??

🌹 Hazrat Khwaja Meboobe Ilahi Rone Lage Aur Farmaya :
Khusro Ye Roti Ke Sukhe Tukde Bhi Gale Se Niche Nahi Utarte..Aaj Bhi Dehli Shahar Ki Laakho Logo Me Naa Jaane Kitne Honge Jinhe Bhookh Se Nind Na Aayi Hogi.. Meri Zindagi Me Khuda Ka Koi Banda Bhookha Raha To Mai Kal Khuda Ko Kya Munh Dikhaunga."💖

Allah Allah Garib Nawazi
🌹Haq Nizam Ya Nizam🌹
🌹Haq Farid Ya Farid🌹

🙏 Talibe Dua : Mohd Fakharuddin

Comments

Popular posts from this blog

सब -ए- बारात की नफिल नमाज

⭐सब -ए- बारात की  नफिल नमाज  का तरीक़ा⭐ 👉⭐ शाबान : 6 रकात नफ़िल नमाज़ मगरीब क़े बाद : दुआ-ऐ-निस्फ़-शाबान: ⭐ 🔖सब -ए- बारात की नफिल नमाज 🌸2 रकात - नफ़्ल तहय्यतुल वुजू पढ़िए। नियत करता हु मैं २ रकत नमाज़े नफिल, वास्ते अल्लाह तआला के, मुँह मेरा काबा शरीफ की तरफ अल्लाहु अकबर। 🕌तरकीब: हर रकात में अल्हम्दो शरीफ के बाद एक बार आयतुल कुर्सी, तीन बार कुल हुवल्लाहु शरीफ  🤲फजीलत: हर क़तरा पानी के बदले सात सौ रकात नफ़्ल का सवाब मिलेगा। 🌸2 रकात - 🕌तरकीब: हर रकात में अल्हम्दो शरीफ के बाद एक बार आयतुल कुर्सी, पंद्रह बार कुल हुवल्लाहु शरीफ। सलाम के बाद सौ बार दुरुद शरीफ। 🤲फजीलत: रोजी में बरकत होगी। रंजोग़म से नजात। गुनाहो की बख्शीश, मगफिरत होगी। 🌸8 रकात- ( दो - दो  रकात करके) 🕌तरकीब: हर रकात में अल्हम्दो शरीफ के बाद पांच बार कुल हुवल्लाहु शरीफ। 🤲फजीलत: गुनाहो से पाक व साफ़ होगा, दुआए क़ुबूल होंगी, सवाबे अज़ीम होगा। 🌸12 रकात- ( दो - दो  रकात करके) 🕌तरकीब: हर रकात में अल्हम्दो शरीफ के बाद 1...

Tumhara Naam Musibat Mein Jab Liya Hoga Complete Lyrics

Tumhara Naam Musibat Mein Jab Liya Hoga Hamara Bigda Huwa Kaam Bann Gaya Hoga Gunahgaar Pe Jab Lutf Aapka Hoga Kiya Bagair Kiya Be-Kiya Kiya Hoga Khuda Ka Lutf Huwa Hoga Dastageer Zaroor Jo Girte Girte Tera Naam Le Liya Hoga Dikhayi Jayegi Mehshar Mein Shaan E Mehboobi Ke Aap Hi Ki Khushi Aapka Kaha Hoga Khuda E Paak Ki Chahenge Agle Pichle Khushi Khuda E Paak Khushi Unki Chahta Hoga Kisi Ke Paanv Ki Bedi Ye Kaat-te Honge Koyi Aseer E Gham Unko Pukarta Hoga Kisi Taraf Se Sada Aayegi Huzoor Aao Nahi To Damm Mein Ghareebo Ka Faysla Hoga Kisi Ke Palle Pe Ye Honge Waqt E Wazn E Amal Koyi Ummeed Se Muh Unnka Tak Raha Hoga Koyi Kahega Duhayi Hai Ya RasoolAllah To Koyi Thaam Ke Daman Machal Gaya Hoga Kisi Ko Le Ke Chalenge Firishte Suwe Jaheem Woh Unka Raasta Phir Phir Ke Dekhta Hoga Shikashta Pa Hu Mere Haal Ki Khabar Kar Do Koyi Kisi Ye Ro Ro Ke Keh Raha Hoga Khuda Ke Waaste Jald Unse Arz E Haal Karo Kise Khabar Hai Ke Damm Bhar Mein Haaye Kya Hoga Pakad Ke Haath Koyi Haal E Dil Sunayega To...

6 रकात बाद नमाज़ मगरिब की नमाज़ का तरीका