Skip to main content

Posts

Showing posts from January, 2018

छह कलमें और उनका तर्जुमा

छह कलमें और उनका तर्जुमा 1. पहला कलमा तय्यब : ला इलाहा इलल्लाहु मुहम्मदुर्रसूलुल्लाहि । तर्जुमा : अल्लाह के सिवा कोई माबूद नहीं और हज़रत मुहम्मद सलल्लाहो अलैहि वसल्लम अल्लाह के नेक बन्दे और रसूल है. 2. दूसरा कलमा शहादत : अश-हदु अल्लाह इलाह इल्लल्लाहु वह दहु ला शरी-क लहू व अशहदु अन्न मुहम्मदन अब्दुहु व रसूलुहु। तर्जुमा : मैं गवाही देता हु के अल्लाह के सिवा कोई माबूद नहीं. वह अकेला है उसका कोई शरीक नहीं. और मैं गवाही देता हु कि (हज़रत) मुहम्मद सलल्लाहो अलैहि वसल्लम अल्लाह के नेक बन्दे और रसूल है। 3. तीसरा कलमा तमजीद : सुब्हानल्लाही वल् हम्दु लिल्लाहि वला इला-ह इलल्लाहु वल्लाहु अकबर, वला हौल वला कूव्-व-त इल्ला बिल्लाहिल अलिय्यील अजीम। तर्जुमा : अल्लाह पाक है और सब तारीफें अल्लाह ही के लिए है और अल्लाह के सिवा कोई माबूद नहीं. इबादत के लायक तो सिर्फ अल्लाह है और अल्लाह सबसे बड़ा है और किसी में न तो ताकत है न बल लेकिन ताकत और बल तो अल्लाह ही में है जो बहुत शान वाला और बड़ा है। 4. चौथा कलमा तौहीद : ला इलाह इल्लल्लाहु वह्-दहु ला शरीक लहू लहुल मुल्...

कदम जब चूम ले मंज़िल तो जज़्बा मुस्कुराता है दुआ लेकर चलो माँ की तो रस्ता मुस्कुराता है।

कदम जब चूम ले मंज़िल तो जज़्बा मुस्कुराता है दुआ लेकर चलो माँ की तो रस्ता मुस्कुराता है। किया नाराज़ माँ को और बच्चा हँस के ये बोला के ये माँ है मियाँ इसका तो गुस्सा मुस्कुराता ...

Tu Shamme Risalat Hain

Tu Shamme Risalat Hain A’alam Tera Parwana Tu Mahe Nubuvvat Hain Ay Jalwa E Janana Jo Saaqi E Kausar Ke Chehre Se Nikaab Uththe Har Dil Bane Maikhana Har Aankh Ho Paymana Dil Apna Chamak Utthe Imaan Ki Tal'at Se Kar Aankhein Bhi Noorani Ay Jalwa E Jaanana  Kyu Zulfe Muambar Se Kooche Na Mahak Uthe  He Panja Qudrat Jab Zulfo Ka Tere Shaana Tum Aye Chati Baazi Ronak Huwi Phir Taazi  Kaaba Hua Phir Kaaba Kar Daala Tha Butt Khana  Peete Hain Tere Dar Ka, Khate Hain Tere Dar Ka Pani Hain Tera Pani, Dana Hain Tera Dana Sarshar Ise Kar D e Ik Jaam E Labalab Se Taa Hashr Rahe Saaqi Aabad Ye Maikhana Is Darr Ki Huzoori Hi Isyan Ki Dawa Thahri Hai Zehre Ma Aasi Ka Taibah Hi Shifa Khaana Har Phool Me Boo Teri Har Sham-A Me Zao Teri Bulbul Hai Tera Bulbul Parwaana Hai Parwaana Duniya Mein Hume Tum Ne Jab Apna Banaaya Hai Mehshar Me Bhi Keh Dena Yeh Hai Mera Deewana Gir Pad Ke Yaha Pohcha, Mar Mar Ke Ise Paya Chute Na Ilahi Ab, Sange Dare Jaana Na Sange D...

रहमतें आलम का शानी, ढुढते रह जाओगे

रहमतें आलम का शानी, ढुढते रह जाओगे. उनके जैसी महरबानी, ढुढते रह जाओगे. उनके कदमों से लिपट, जाओ नही तो जानलो. सुबहान अल्लाह मेरे नबी के, क्या ही है जौबार कदम. बुल बुल शीदरा चुम रहे है, उनके पुर अनवार कदम. दाईं हलिमा तेरा बच्चा, कितनी रहमत वाला है. माशाअल्लाह धोकर उनका, पीते हैं बीमार कदम. बाबे हरम से गाङ के परचम, कहते हैं जिबरील अमीँ. रखने वाले हैं दुनिया मे, नबियों के सरदार कदम. कब्र मे जब सरकार का जलवा, सामने होगा मेरे सफी. देखुंगा इक बार उन्हें मैं, चुमुगाँ सौ बार कदम. उनके कदमों से लिपट, जाओ नही तो जानलो. वर्ना नही तो जानलो. हश्र के मैदां मे पानी, ढुढते रह जाओगे. रहमतें आलम का शानी....... शहरे तैबा है मेरे आका का, दारुस्सलतनत. ऐसी आला राजधानी, ढुढते रह जाओगे. रहमतें आलम का शानी....... याद रखना दिल दुखा कर, आमिना के लाल का. तूम खुदा की मेहरबानी, ढुढते रह जाओगे. रहमतें आलम का शानी...... नेकियाँ करलो बूढापा, आने से पहले सफी. खो गई तो फिर जवानी, ढुढते रह जाओगे.

Allah kasam nazro me meri, jab gumbade khazara hota hai. अल्लाह कसम नजरों मे मेरी, जब गुम्बदे खजँरा होता है। जन्नत की भी जन्नत होती है, काबे का भी काबा होता है।

https://youtu.be/ AFNb8uT4TvU Allah kasam nazro me meri, jab gumbade khazara hota hai. Jannat ki bhi jannat hoti hai, Kaabe ka bhi kaaba hota hai. Taajime nabi me Huron malak, Jhuk jate hai pake unki jhalak. Jab Arshe Bari pe jalwa farma Meraaz ka dulha hota hai. Allah kasam nazro me meri, jab gumbade khazara hota hai. Sabbir ne nana ki khatir jab, Jaam-e-Shahadat nosh kiya. Ye dhekh ke duniya hairan thi, Aisa   bhi nawasa hota hai. Allah kasam nazro me meri, jab gumbade khazara hota hai. Editor : Mohammad Fakharuddin Raza   हिंदी मे. अल्लाह कसम नजरों मे मेरी, जब गुम्बदे खजँरा होता है जन्नत की भी जन्नत होती है, काबे का भी काबा होता है। ताजीम नबी मुझे हूरो मलक, झुक जाते है पाके उनकी झलक। जब अर्शे बरी जलवा फीगर, मिराज़ का दूल्हा होता है। अल्लाह कसम नजरों मे मेरी, जब गुम्बदे खजँरा होता है जन्नत की भी जन्नत होती है, काबे का भी काबा होता है। फारूख ने कलम ए हक पढ़कर, सरकार से बोले ये आकर। अब होंगे इबादत काबे मे, क्यु छुप छुप सजदा होता ह...

Jo Sunniyat ki Shaan hai, Qaum Ka Imaam HaiNabi Ka Jo Ghulam Hai, Raza Usi Ka Naam

Jo Sunniyat ki Shaan hai, jo Qaum ka Imaam hai Nabi ka jo Ghulam hai, Raza usi ka n Jo Sunniyat Ki Shaan Haiaam Jo Sunniyat ki Shaan hai, Qaum Ka Imaam Hai Nabi Ka Jo Ghulam Hai, Raza Usi Ka Naam Jo Razviyon Ki Shaan Hai, Jo Chishtiyon Ki Aan Hai Wo Qaadiri Pathaan Hai, Raza Usi Ka Naam Hai Raza Raza Raza Raza,  Raza Raza Raza Raza,  Raza Raza Naqi Ka Pyara Laadla, Jo Ilm Ka Pahaad Hai Jo Najdiyoun Ke Waaste To Sher Ki Dahaad Hai Wahabi Jis Se Darr Gaye, Bohat Se Hi Sudhar Gaye, Ye Jiska Faiz E Aam Hai, Raza Usi Ka Naam Hai Raza Raza Raza Raza,  Raza Raza Raza Raza,  Raza Raza Naseeb Wale Dekhte Hain Khwaab Me Huzoor Ko Magar Kisine Jaagte Me Dekha Haqq Ke Noor Ko Hai Aisa Kon Dosto? Batata Hu Suno Suno Wo Ishq Ka Imaam Hai, Raza Usi Ka Naam Hai Raza Raza Raza Raza,  Raza Raza Raza Raza,  Raza Raza RazaKe Baad Mustafa Raza Hume Ataa Huve ...

सहाबा का इश्क ए रसूल ﷺ

* सहाबा का इश्क ए रसूल ﷺ * POST CREATED BY :- ANWAR SAMA  • पोस्ट ज़रुर पढे और शेयर करे •  जब गजवा - ए - उहद में हुजूर नबी ए करीम रहमतुल्ली आ-लमीन ﷺ जख़्मी हो गए | तो चारो तरफ से कुफ्फार ने आप पर तीरों-तलवार का ...

क़ाबा इबादतगाह या मक्केश्वर मंदिर ?

क़ाबा इबादतगाह या मक्केश्वर मंदिर ? सबसे पहले बता दूं पोस्ट को Share Like भले आप ना करें Copy कर लें लेकिन मुसलमान होने पे फ़ख्र करो औऱ तमाम मुस्लिम और गैर मुस्लिमों तक इस पोस्ट को पहुंचन...

URS E MEHBOOBE ILAHI MUBARAK

👑URS E MEHBOOBE ILAHI MUBARAK👑 🌙 Urs- 17 Rabi ul Aakhir Hazrat Khwaja Syed Muhammad Nizamuddin Awliya Radiyallahu Anhu 🍀 Laqab - Sulantul Mashaikh, Mehboobe Ilahi, Dastgeere Do Jahan, Jag Ujiyare, Qutube Dehli 🌹Aap Ki Wiladat Hindustan Ke Mashoor Shahar Badayu Shareef Me Hui Thi Aap Ka Wisal Delhi Me Hua Aur Wohi Aap Ka Mazar Hai. 🌹 Shane BandaNawazi - Aap Ki Khanqah Ke Langar Khane Me Rozana 3 Waqt Ka Khana Gareebo,Yateem, Bewa Aurate, Aur Musafir Chahe Hindu Ho Ya Musalman Har Kisi Ko Khana Khilaya Jata Tha Kehte Ki Sirf Subah Ke Naste ke Waqt 1000 Ke Upar Log Aap Ke Yahan Se Nasta Karte The. Ek Martaba Hazrat Ameer Khusro Ne Hazrat Mehboobe Ilahi Se Puchha : Mere Khwaja ! Ye Kya Sitam Hai Ki Tamam Din Roza, Tamam Raat Ibadat, Aur Aap Duniya Ko Khila Kar Bhi Khud Sukhi Baasi Roti Paani Me Bhigo Bhigo Kar Khate Hai !!?? 🌹 Hazrat Khwaja Meboobe Ilahi Rone Lage Aur Farmaya : Khusro Ye Rot...

Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam

Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam Mere Shafe'a E Mehshar, Tum Par Salaam Har Dam Iss Be-kaso Azee Par Jo Kuch Guzar Rahi Hain Zaahir Hai Sab Wo Tum Par Tum Par Salaam Har Dam Banda Tumhare Darr Ka Aafat Me Mubtala Hain Rehme Habeeb E Daawar, Tum Par Salaam Har Dam Lillah Ab Hamari Fariyad Ko Pohachiye Be-had Hai Haal Abtar, Tum Par Salaam Har Dam Koyi Nahi Hai Mera, Main Kiske Daad Chahoon Sultaan E Banda Parwar, Tum Par Salaam Har Dam Bulwa Ke Apne Darr Par Ab Mujhko Dijiye Izzat Phirta Hu Khwar Darr Darr, Tum Par Salaam Har Dam Mohtaaj Se Tumhare Karte Hain Sab Kinara Bas Ik Tumhi Ho Yaavar, Tum Par Salaam Har Dam Apne Gada E Darr Ki Lijiye Khabar Khudara Kijiye Karam  Hasan  Par, Tum Par Salaam Har Dam

Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghous E Azam Ka

Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghous E Azam Ka Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saaya Ghous E Azam Ka Humen Dono Jahaan Mein Hai Sahara Ghous E Azam Ka Muhammed Ka Rasoolo Mein Hai Jaise Martaba A'ala Hai Afzal Awliya Me Yun Hi Rutba Ghous E Azam Ka Mureedi La-Takhaf Keh Kar Tasalli Di Ghulamo Ko Qayamat Tak Rahe Be-Khauf Banda Ghous E Azam Ka Hamari Laaj Kiske Haath Hai Baghdad Wale Ke Musibat Taal Dena Kaam Kiska Ghous E Azam Ka Gaye Ek Waqt Mein Sattar Mureedo Ke Yaha Hazrat Samajh Me Aa Nahi Sakta MuAmma Ghous E Azam Ka Luab Apna Chataya Ahmed E Mukhtar Ne Inko To Phir Kaise Na Hota Bolbaala Ghous E Azam Ka Azizo Kar Chuko Taiyaar Jab Mere Janaaze Ko To Likh Dena Kafan Par Naam E Waala Ghous E Azam Ka Farishto Rokte Ho Kyu Mujhe Jannat Me Jaane Se Ye Dekho Haath Mein Daaman Hai Kiska Ghous E Azam Ka Lahad Mein Jab Farishte Mujhse Poochenge To Keh Dunga Tariqa Qadri Hu Naam Leva Ghous E Azam Ka Khudawanda Dua Maqbool Kar Hum Roo Siyaho(n) Ki Gunahon Ko Hamare Baksh Sadq...

गुसल करने (नहाने का) का सुन्नत तरीक़ा

*✦ गुसल करने (नहाने का) का सुन्नत तरीक़ा …* *1.* *सबस पहले शर्मगाह धोना* *2.* *फिर दोनो हाथ धोना* *3.* *वुज़ू करना* *4.* *बालो का मसा करना* *5.* *3 चुल्लू पानी सर पर डालना* *6.* *सारे बदन पर पानी बहाना* ✦ आएशा रदी ...

Gause Azam Bamane Be saro saaman madadeQibla e deen madade Kaba e Iman madade

Gause Azam Bamane Be saro saama'n madade Qibla e deen madade Kaba e Ima'n madade. Mazhare Sirre Azal Gosha e Chashme Karame Mahbate Faize Abad Waaqife Pinhaan Madade. Gushta am barg e khiza'n didaye aashob e jahan Ae bahare karame gulshane imka'n madade. Gar shukuhat ba sar e ijz nawazi aayad  Lashkar e mor faraastad ba sulema'n madade. Na buwad dar do jahaan juz tu madadgar mora Madade ay sar o sar karda e paaka'n madade. Zarra am chand tapad dar shab e zulmat be noor  Subhe rahmat karam e mahr e darakhsh'n madade. Aah az qafla e aehl e dila'n buz dooram Naaqa am ra na buwad juz tu hadikhwa'n madade. Ma gadaeem tu sultan e do aalam hasti  Az tu darem tama' ya shahe jila'n madade . Khak e baghdad buwad surma e binaaiye man Dida am ra che kunad kuh'l e safaha'n madade. Himmat e kun baman ae baada kashe bazm e huzur  Saqi e maikada e aalam e irfa'n madade. Bul bule madh e sara e tu am ae ...